
Kalam-e-Raza
Ambiya ko bhi ajal aani haiMagar aisi ki faqat aani haiPhir usi aan ke baad un ki hayaatMisle saabiq wohi jismaani haiRuh to sab ki hai zinda un kaJisme purnoor bhi ruhaani haiAuro(n) ki rooh ho kitni hi lateefUnke ajsaam ki kab saani haiPaau jis khaak pe rakh de(n) woh bhiRooh hai paak hai nooraani haiUski azwaaj ko jaaiz hai nikaahUs ka tarka bate jo faani haiYeh hain haiyye abadi un ko RazaSidqe waa da ki qazaa maani haiurdu islamic official
0 تبصرے